Surah Fatiha With Urdu or Hindi (Roman English) | Tarjuma | Translation.

kahoallahekhai
2 Min Read

Surah Fatiha With Urdu or Hindi (Roman English) | Tarjuma | Translation.

BISMILLAH HIRREHMANIR RAHEEM.

SHURU KARTA HU ALLAH TAALA KE NAAM SE JO BADA MEHER BAAN NIHAYAT RAHEM WALA HAI.

Surah Name: Fatiha.

Surah Number: 1.

Aayatein: 7 (seven).

Surah Place: Makki Hai.

Surah Fatiha With Urdu or Hindi (Roman English) | Tarjuma | Translation.

1) Sab Tareef Allah Taala Ke Liye Hai. 2) Jo Tamaam Jahanao Ka Paalne Waala Hai. 3) Bada Meher Baan Nihayat Rehem Wala Hai. 4) Badle ke Din { Yani Qayamat } Ke Din Ka Malik.

5) Hum Sirf Teri Hi Ibadat Karte Hai Aur Sirf Tujh Hi Se Madat Chahte Hai. 6) Hamein Seedhi { Aur Sacchi } Raah Dikha. 7)Unlogao Ki Raah Jin Par Tune Inaam Kiya Unki Nahi Jin Par Ghazab Kiya Gaya Aur Na Gumrahao ki.

ABOUT US:

Like | Share | Comment 👍

👉 KAHO ALLAH EKHAI 👈

Title: Surah Fatiha With Urdu or Hindi (Roman English) | Tarjuma | Translation.
Voice: Mohammed Haji Bin Mohammed Ghouse Bin Mohammed Burhan.
Written: Mohammed Haji Bin Mohammed Ghouse Bin Mohammed Burhan.
Audio: Asia Islamic Studio & Mohammed Bilal.
Written & Video Editing: Mohammed Hamza.
Website: www.kahoallahekhai.com
Studio: Asia Islamic Studio

Follow, Subscribe and Join Our Channels, Pages, and Groups For The Latest Updates, Latest News, Latest Quran Videos, Photos, and For Much More.

Important Note:

To Support Us:

Jazakallah Hu Khaira.

Share This Article
Leave a comment

Leave a Reply