Layuhibuallah Pare 06 Ruku No 1 With Urdu Hindi Tarjuma And Transletion.

kahoallahekhai@gmail.com
2 Min Read

Layuhibuallah Pare 06 Ruku No 1 With Urdu Hindi Tarjuma And Transletion.

سورة النساء 

ASSALAMUALIKUM WARAHMATULLAHI WABARKATUHU.

KHUSH AMADEED HAI AAP SAB KA HAMARE WEBSITE PAR AAP SAB KE LIYE ROZ AANA {QURAN KA } EK RUKU POST KIYA JAYEGA AAP SAB SE GUZARISH HAI KE AAP SAB PADH KAR DUSRAO TAK SHARE KARIYE.

Layuhibuallah Pare 06 Ruku No 1 With Urdu Hindi Tarjuma And Transletion.

 SURAH AN-NISA MADANI HAI AUR ISME 176 AAYATE HAI.

PARA:- {06}.

RUKU NO:- {1}.

AAYAT’EN:- {5}

SHURU KARTA HU ALLAH TAALA KE NAAM SE JO BADA MEHERBAAN NIHAYAT REHEM WALA HAI.

A. (AAYAT NO1) Burayi Ke Saath Aawaz Buland Karne Ko Allah Taala Pasand Nahi Farmata Magar Mazloom Ko Ijazat Hai Aur Allah Taala Khoob Sunta Janta Hai. B.(AAYAT NO2) Agar Tum Kisi Neki Ko Alaniya Karo Ya poshida’ Ya Kisi Burayi Se Darguzar Karo’ Pas Yaqinan Allah Taala Puri Maafi Karne Waala Aur Puri Khudrat Waala Hai.

C.(AAYAT NO3) Jo Log Allah Ke Saath Aur Uske paighambaro Ke Saat Kufer Kate Hai Aur Jo log Ye Chahte Hai Ke Allah Aur Uske Rasool’o Ke Darmiyan Farq Rakhe Aur Jo Log Kehte Hai Ke Baaz Nabiyao Par To Hamara Imaan Hai Aur Baaz Par Nahi Aur Chahte Hai Ke Iske Aur Uske Bain Bain Koi Raah Nikaale.

D.(AAYAT NO 4) Yaqeen Mano Ke Ye Log Asli Kafer Hai Aur Kafero Ke Liye Humne Ehanat Aamez saza Tayyar Kar’rakhi Hai. E.(AAYAT NO5) Aur Jo Log Allah par Aur Uske Tamaam Paighambaro Par Imaan Laate Hai Aur Unme Se Kisi Par Faraq Nahi Karte’ Ye Hain Jinhe Allah Unko pura Sawab Dega Aur Allah Badi Maghfirat Waala Badi Rehmat Waala Hai.

ABOUT US:

Title:Layuhibuallah Pare 06 Ruku NO 1 With Urdu Hindi Tarjuma
Voice: Mohammed Haji Bin Mohammed Ghouse Bin Mohammed Burhan.
Written: Mohammed Haji Bin Mohammed Ghouse Bin Mohammed Burhan.
Audio: Asia Islamic Studio & Mohammed Bilal.
Written & Video Editing: Mohammed Hamza.
Website: www.kahoallahekhai.com
Studio: Asia Islamic Studi
o

Important Note:

To Support Us:

Jazakallah Hu Khaira.

Share This Article
Leave a comment

Leave a Reply