Waizasamiyu Pare 07 Ruku No 1 With Urdu Hindi Tarjuma And Transletion.
سورۃالمائدة
ASSALAMUALIKUM WARAHMATULLAHI WABARKATUHU.
KHUSH AMADEED HAI AAP SAB KA HAMARE WEBSITE PAR AAP SAB KE LIYE ROZ AANA {QURAN KA } EK RUKU POST KIYA JAYEGA AAP SAB SE GUZARISH HAI KE AAP SAB PADH KAR DUSRAO TAK SHARE KARIYE.
Layuhibuallah Pare 06 Ruku No 1 With Urdu Hindi Tarjuma And Transletion.
SURAH AL – MAIDAH MADANI HAI AUR ISME 120 AAYATE HAI.
PARA:- {07}.
RUKU NO:- {1}.
AAYAT’EN:- {4}
SHURU KARTA HU ALLAH TAALA KE NAAM SE JO BADA MEHERBAAN NIHAYAT REHEM WALA HAI.
A.(AAYAT NO 1) Aur Jab Wo Rasool Ki Taraf Nazil Kardah (Kalam) Ko Sunte Hain To Aap Unki Aankhe Aansu’o Se Behti Hui Dekhte Hai Is Sabab Se Ke Inhu Ne Haq Ko Pehchaan Liya’ Wo Kehte Hai Ke Aaye Hamare Rab ! Hum Imaan Le Aaye Pas Tu Hum Ko Bhi Un Logao Ke Saath Likh Le Jo Tasdeek Karte Hai.
B.(AAYAT NO2) Aur Hamare Pass Konsa Azar Hai Ke Hum Allah Taala Par Aur Jo Haq Humko Pohncha Hai Us Par Imaan Na Laye Aur Hum Is Baat Ki Ummed Rakhte Hai Ke Hamara Rab Hum Ko Naik Logao Ki Rafaqat Me daqil Kardega,
C. (AAYAT NO 3) Isliye inko Allah Taala Unke Is Qaul Ki Wajah Se Aise Baagh Dega Jinke Neeche Nehre Jari Hongi’ Ye Unme Hamesha Hamesha Rahinge Aur Naik Logao Ka Yahi Badla Hai. D.(AAYAT NO 4) Aur Jin Logao Ne Kufr Kiya Aur Hamari Aayat Ko Jhutlate Rahe Wo Log Dozaq Waale Hai.
ABOUT US:
Title:Waizasamiyu Pare 07 Ruku NO 1 With Urdu Hindi Tarjuma
Voice: Mohammed Haji Bin Mohammed Ghouse Bin Mohammed Burhan.
Written: Mohammed Haji Bin Mohammed Ghouse Bin Mohammed Burhan.
Audio: Asia Islamic Studio & Mohammed Bilal.
Written & Video Editing: Mohammed Hamza.
Website: www.kahoallahekhai.com
Studio: Asia Islamic Studio
Important Note:
To Support Us:
Jazakallah Hu Khaira.