Sayaqool Para 2 Ruku 4 | Surah Baqarah Ruku 20 With Urdu-Hindi Tarjuma & Translation.
سورة البقرة
ASSALAMUALIKUM WARAHMATULLAHI WABARKATUHU.
KHUSH AMADEED HAI AAP SAB KA HAMARE WEBSITE PAR AAP SAB KE LIYE ROZ AANA { QURAN KA } EK RUKU POST KIYA JAYEGA AAP SAB SE GUZARISH HAI KE AAP SAB PADH KAR DUSRAO TAK SHARE KARIYE.
Sayaqool Para 2 Ruku 4 | Surah Baqarah Ruku 20 With Urdu-Hindi Tarjuma & Translation.
SURAT UL BAQARAH:- MADANI HAI.
PARA:- {02}.
RUKU NO:- {04}.
AAYAT’EN:- {4}.
A.(AAYAT NO 1) Aasmano Aur Zameen Ki Paidaeesh’ Raar Din Ka Hair Phair’ Kashtiyao Ka Logao Ku Nafah Dene Wali Cheezao Ko Liye Hue Samandar’o Me chalna’ Aasman Se Paani Utar Kar Murdah Zameen Ko Zinda Kardena ‘ Isme Har qisam Ke jaanwar’o Ko Phaila’dena” Hawao Ka ruq Badalna’ Aur Badal Jo Aasman Aur Zameen Ke Darmiyan Musqeher Hai’ Isme aqalmando Ke Liye Khudrat e Ilahi Ki Nishaniya Hai.
B.(AYAT NO 2) Baaz Log aaise Bhi Hai Jo Allah Ke Shareek Aur’ao Ko Tehrakar Inse Aisi Muhabbat Rakhte Hai’ Jaisi Mohabbat Allah Se Honi Chahiye aur Imaan waale Allah Ki Mohabbat Me Bohat Saqt Hote Hai’ Kaash Ke Mushrik Log Jaante Jab Ke Allah Ke Azaab Ko Dekh Kar (Jaan Lenge ) Ke Tamaam Taqat Allah Hi Ko Hai Aur Allah Taala Saqt Azaab Dene waala Hai ( To Hargiz Shirk Na Karte).
C.(AAYAT NO 3) Jis Waqt Peshwa Log Apne Tabedaro Se Bezaar Ho Jainge Aur Azaab Ko Apni Ankhao Se Dekhlenge Aur Kal (Qayamat Ke Din) rishte naate Toot Jainge.
D.(AAYAT NO 4) Aur Tabedar Log Kehne lagenge ‘ kKaash Hum Duniya Ki Taraf Dubarah Jaye To Hum Bhi Inse Aise Hi Bezaar Hojainge Jaise Ye Humse Hai’ Is Tarha Allah Taala Inhe Inke Aamal Dikhayega Inko Hasrat Dilane Ko’ Ye Hargiz Jahanuum Se Na Niklenge.
ABOUT US:
TitleSayaqool Para 2 Ruku 4 | Surah Baqarah Ruku 20 With Urdu-Hindi Tarjuma & Translation
Voice: Mohammed Haji Bin Mohammed Ghouse Bin Mohammed Burhan.
Written: Mohammed Haji Bin Mohammed Ghouse Bin Mohammed Burhan.
Audio: Asia Islamic Studio & Mohammed Bilal.
Written & Video Editing: Mohammed Hamza.
Website: www.kahoallahekhai.com
Studio: Asia Islamic Studi
Important Note:
To Support Us:
Jazakallah Hu Khaira.